Mere Guru, Mere Margdarshk : A Poetry By ‘Roshni Bisht’

Ek din mere guru ne, Hume smjhate hue Kuch you kha….

Hum rhe jaege, ish duniya mein, aaj k chamkte taare ban Kar, kal fir aayege ish duniya mein, hum se bheter khene wale, Tumse bheter shunne wale….

Ye shun Kar, mujhe Kuch ajiib hua, andar se bhot dukh hua, kyuki wo Jo hai, aise log Kabhi kbaar, hi ish duniya mein Aate hai, aur aa bhi jae to, shyad unme se koi DEEPAK HIMANSHU ban paate hai…..

Ji ha DEEPAK HIMANSHU mere guru, mere margdarshk

Sir ab Kuch line’s Aapke liye …

Aap ko nhi pata, aap hmare liye kya ho..

Apne pyaare bacho Ka, chamkta sitara aap ho…

Hum ko pdhaya, hum ko sikhaya..

Jb Andhra Aaya to, Deepak ki trha khud ko jalaya….

Phir utthayaa, phir chalaya.. duniya ki bheed se ladna, Hume sikhaya.. ..

Kabhi unacademy plus chalaya, to Kabhi special class mein sikhaya…

, Kabhi your online patner se motivate Kiya, to kbhi Sangeet shunakar hmara hoshla badhaya..

Kabhi EVs padhaya, to Kabhi Suraj bhaiya se Hume aage badhay…

Aur aagr phir bhi hum Kuch na Kar paae, to YOP app hmare liye laaye..

Ab kaise khe du sir, ki aap jaisa koi bhetar , ish duniya mein aaskta hai….

Mujhe nhi Lagta, aisa bhgwan, fir dubara Kabhi Kar Sakta hai…

Kyuki  DEEPAK HIMANSHU jaisa na koi fir aayega…ye naam ek tha, aur ek hi rhe jaega …

By- Roshni Bisht